Notifications
Clear all
Ye kya ho ra hai . Me kehta ja ra hoo . Yr nahi karunga wo nahi khaunga pr baar baar wahi galti mere hato se hoti ja rai hai . Me. Parays karte hai ra hoo par mera ye man muzko baar har baar harata ja ra hai .
Ab me koi chamtkar hi rah nahi dekhunga . Me bas prayas karte rahunga , chahe akhri din tak hi kyu n karna pade me karte rahunga bs . Me har baar khood ko sambhalne ki koshish karta rahunga kyuki muze pata hai ek din me in sab chijo me jarur safal hounga . Mera bharosa hai khood par . Me karunga
Topic starter
Posted : 27/11/2024 11:21 pm