Notifications
Clear all
Bhau me khood me badlao karta ja ra hoo . Or ek din ayega jab me puri tarah badal ke rahunga . Mera kal kitna hi bura Raha ho par aaj aaj bhot khubsurat or ashawadi hone wala hai . Mera aaj Romanch or bhot saari achhi chijo se bhara hoga .
Me haar liya jitna harna tha. Ab mere jitne ka waqt hai , sabko dikhane ka waqt hai me agr chahu to kuch kr sakta hoo . Mera potential sabse badhkar hai ..m
Bs muze karke , badlke dikhane hai sabko dikhana hai ...bhoot logo ko Jawad dena bhai.....
Topic starter
Posted : 23/12/2024 10:04 pm
D. M. reacted