Notifications
Clear all
Bhai mene Aaj din bhar to pure Focus se task or kam me juta rahaa par shyam ko me bhatak gaya, jiski wajah me apne goal pr kam karne ka kimti samay gawa baitha .
Nai Bhai ye mera kimti samay hai ye muze dobaara nahi milne wala me ise aise hi barbad nahi kar sakta . Kal me jyada se jyada samay apne goal ko dunga . Wo bhai pure task complete karke
Topic starter
Posted : 27/09/2024 10:06 pm