Notifications
Clear all
Muze pata mere liye chije aur complicated hone wali hai is raah me par apni taraf se puri jan laga dunga aur har musibat ka samna karke khud ko banaunga waisa jaisa me hamesha khud ko dekhne ke sapne ldekhtac tha
Aaj Mera day 4 hai bhai aur muze achha lag raha hai jo aaj mene kal se behtar kiya . Aisa hota rehta hai aj achha gaya to kal usse bhi bura hoga par me data rahunga...
Topic starter
Posted : 18/11/2024 9:45 pm