Notifications
Clear all
- Bhai sorry 5 day ka experience nahi de saka. Aur baat Rahi 6 and 7 day ki to is do din college ke kamo ki wajah se challenge tika nahi rah saka to kya mera challenge tut Gaya. Mujhme jo confidence bacha ab to woh bhi nahi raha ab kya Karu bhai app hi batao . Kya mera challenge tut gaya.kya me phir me usi daldal me fas gay jaha me 5 salo se fasa hu
Topic starter
Posted : 07/05/2023 11:02 pm
Nowaste Zindagi reacted
abhi jyada din nahin huye hai aap chaho to challenge fir se shuru kr skte ho yaa fir abhi continue bhi rakh skte ho.
lekin aap apne jivan ko lekar itna mayus naa hona, aap abhi bhi apni zindagi badal sakte ho bhai, bas ek baar is nowaste hard challenge ko pura krke dekho.
Posted : 08/05/2023 12:22 am
@nofapzindagi bhai kya Aaj bhi clg ke kaam atka raha subah se lekar shyam Tak. Aaj jakar kahi Kam hua par is wajah se mere challenge ke 3 din barbad ho gaye bhai.
Kya me kal nai shuruwat nahi kar paunga ab . Ho sake toh bhai maaf kar Dena apne hamare liye itna Kiya hai phir bhi mere jaiso ki wajah se apka confidence bhi Kam hua to.
Topic starter
Posted : 08/05/2023 10:20 pm
Nowaste Zindagi reacted