Notifications
Clear all
Topic starter
Posted : 02/02/2024 4:53 am
Aaj mera Nowaste challenge ka Second Weak ka Day 1 hai aaj main is day ke 8 niyamo ka poori tarah palan karunga
Lekin kal ke liye main kshma mangta hu ki exam centre par jane ke karan kal ka challenge me drink water ka 2.75 litre Hi kar paye poora aur workout me 9 minutes baki tha
Jo aaj main usko bhi poora karunga is day ke niyam ke saath hi
Topic starter
Posted : 03/02/2024 4:52 am
Aaj mera Nowaste challenge ka day 3 hai mujhe aaj in 8 niyamo ko palan karna hi karna hai kyu ki kal sunday ko rest ke karan maine kuch niyamo ka palan nhi kiya tha aur Saturday ko tabiyat kharab ke karan nhi ho paya tha thoda moda hua tha
Lekin aaj poora hoga
Har Har Mahadev🙏🏻🔱
Topic starter
Posted : 05/02/2024 6:38 am